Ugadi Festival kyo aur kaise manaya jata hai ?
Ugadi ka tyohar Andhra Pradesh, Telangana, aur Karnataka ke logon mein bahut hi prasiddh hai. Yah tyohar Hindu panchang ke anusar naya varsh ka prarambh mana jata hai. Is din gharo mein saaf-safai ki jati hai aur naye kapde pahne jate hain. Log is din mandir jaate hain aur bhagwan se ashirwad lete hain. Ugadi ke din aam taur par...