Last modified date

Comments: 0

yadi aap share market me safal niveshk banna chahte hai to aapko ye article pure dhyan se padhna chahiye. Isse aapko share market ke problems ki samajh badhegi. Aapke trading me safalta ke yog badh jayenge. Share market me sabse jayada kya bikta hai ? Share market me sabse sasta share hmesa achha nahi hota.

Share market me paise kaise lagaye/invest kare.share markets means samajhdari se investment. Aakhir mamla hard earned money ko invest karne hai bhai.!

Share market me safal niveshak banne ke liye investment tips hai:

  1. Shuruaat me apne gyan aur samajh ki seema ke andar hi rahe aur ek nishchit plan banaye. Apne nivesh ke liye kitna paisa kharch karna hai aur kitne time period ke liye iski yojna pahle se bnaa lijiye.

2. Sahi samay par kharidari kare. Yeh dhyaan rakhe ki share market ki seema hai. Kisi bhi samay market gir sakta hai, isliye apni khud ki research kare aur tabhi kharidari kare.

3. Diversification, apne paise ko ek hi company mein nahi lagaye, isse risk kaafi kam ho jayega.

4. Long term investment plan banaye aur usko follow kare. Share market me patience rakhna bahut important hai.

5. Technical aur fundamental analysis karna seekhe, yeh aapko acche return dene mein madad karega.

6. Nivesh karne se pehle apne risk appetite ko samajh le, yeh bahut important hai. Apne financial goals ko bhi samajh le aur unke hisab se investment kare.

7. Apne emotions ko control kare. Jab market down ho raha hai to panic na kare, iski jagah apni research aur analysis pe focus kare.

8. Apne investment ke liye hamesha stop-loss order rakhe, taki aap apne investment ko protect kar sake.

9. Apne broker ka chunav dhyan se kare. Broker ke fees, experience aur service ko dhyan me rakhe.

10. Kisi bhi recommendation par blind trust na kare aur khud ki research kare. Apne decision ko dusro par nirbhar na kare.

M K Mishra, 8 वी बोर्ड एग्जाम में मेरिट लिस्ट में आने के बाद 10 वी के एग्जाम में जिला में प्रथम स्थान प्राप्त किए। उसके बाद B-Tech, ECE में करने के बाद अलग-अलग संष्ठान में R&D ke कार्य में सरकारी संस्थान में लगें हुए हैं। कई सरकारी जॉब में इनका सिलेक्शन हुआ। पढ़ने और लिखने में रूचि होने के कारण इस ब्लॉग को स्टार्ट किया , जिस की हम अपने अनुभव दूसरे लोगों से शेयर कर सके और लोग हमारे अनुभव से लाभ ले सके। यदि आप भी अपने अनुभव से लोगो को गाईड करना चाहते हैं तो अपने लेख और सफलता की कहानी हमे भेजे । आप कभी भी हमसे बिना झिझक कांटेक्ट कीजिए- [email protected] दिप से दिप हम लोग मिलकर जलाएंगे ज्ञान-विज्ञान को अपना दोस्त बनाकर ज़िन्दगी का हर जंग हम लोग मुस्कुरा कर जीत जाएंगे। आपके मेल, सुझाव, विचार और लेख के इंतजार मे..............

Share

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Post comment